Get Daily Leads with E-Setup – Just ₹1999!

Ab aapko leads ke liye kisi ke upar depend hone ki zarurat nahi — customer aapko seedha contact karega!

Jaldi chahiye? ₹1999 do – 24 hrs mein setup ready!
Wait Kr saktey ho? ₹999 abhi do, ₹1000 baad mein – setup 48-72 hrs mein!
UPI, Card, Netbanking, Wallet – sab accepted hai!

Hum Kya Karte Hain?

Hum aapke mobile mein poora system setup karke de denge – sirf ek baar ₹1999 ka kharcha hai
👉 Website, Ads – sab kuch ready milega.

Aapko bas itna karna hai:
✋ Sirf ads mein apna budget add karna hai
✅ Baaki sab kaam automatic chalega

Kitna kharcha, kitni leads milengi?
₹500 ads budget → 4–5 customer calls
₹1000 ads budget → 8–10 customer calls directly aapke number par

📱 Kuch bhi technical nahi karna
– Sab kuch hum setup karke aapke phone mein de dete hain
– Aap direct customer se baat karte ho 

Step Wise Samjhe

Step 1: Lead वाली Website Ready करेंगे

हम आपके नाम से एक 1-पेज की प्रोफेशनल website बनाते हैं जिसमें: WhatsApp और Call बटन होता है Full House Cleaning, Sofa, Bathroom, Kitchen Cleaning जैसी services दिखती हैं Customer सीधा contact कर सकता है

Step 2: Google और Meta Ads से Leads दिलवाने का सिस्टम Ready करेंगे

काम मिलेगा Google, Facebook और Instagram जैसे platforms से — बिना किसी middleman के ग्राहक सीधे WhatsApp पर message या फोन पर कॉल करेगा

पूरा सिस्टम 24-48 घंटे में Handover करेंगे

हमारे team से सीधा guidance मिलेगा, आप ads on/off, budget, leads – सब कुछ खुद manage कर पाएंगे

Ask Your Questions Freely

कोई भी सवाल हो – बेझिझक पूछिए। हम हर स्टेप में आपकी मदद करने के लिए तैयार हैं।

E-Setup Plan ke Fayde

1. Direct Customer se Kaam Milega
– Customer aapko seedha WhatsApp par message ya phone par call karega
– Koi third-party platform ya commission nahi

2. Google, YouTube aur Instagram Ads se Kaam
– Ads aapke naam aur number se chalenge
– Aap khud dekh sakenge kaun call/message kar raha hai

3. ₹50–₹150 mein 1 Lead Milegi
– Low-budget mein high-quality customer lead
– ₹100 se shuru karke daily ad chala sakte hain

4. No Commission, No ID Block Tension
– Koi agency ya platform ka interference nahi
– Aapka poora system sirf aapke naam par rahega

5. 24-48 working ghante mein Poora Setup Delivery
– Fast, professional aur ready-to-use system
– Aapka kaam jaldi se chalu hoga

Aditya Agrawal, Empires Boost ke COO hain aur lead generation systems ke ek expert aur strategist hain.

Ab tak 5000+ professionals ke liye aisa digital setup tayar kiya hai, jo pehle commission ya paid leads par kaam karke pareshan the. Ab unhe Google, YouTube, Facebook aur Instagram Ads se seedha grahak ka call ya WhatsApp message aata hai. Ye poora E-Setup Combo ( Cleaning Expert Edition) sirf ₹1999 mein milta hai. — Jissey apko customer ki calls ₹50–₹150 ke beech mein milney lag jati hai.

7 Days Puraney clients ka result

Small Budget Valey clients ka solid result

Kuch puraney clients ka result

Our Landing Pages Demos

FAQs

1999 mein kya-kya included hai?

Empires Boost ka ₹1999 one-time setup plan mein aapko milta hai:

  • Ek professional business website (with domain & hosting)

  • Facebook / Instagram / Google Ads account setup

  • Personal support and guidance to get your first enquiry

Nahi, ye sirf one-time setup charge hai. Monthly koi subscription nahi. Aapka system ek baar setup ho gaya toh use aap kabhi bhi chala sakte ho.

Hamare clients ko generally 24–72 hours ke andar pehli enquiry mil jaati hai — jaise hi ad campaign chalu hota hai. Ye location aur service type par bhi depend karta hai.

Haan. ₹1999 setup charge ke alawa ads chalane ke liye aapko apna daily ad budget dena hota hai. Aap ₹100–₹300 per day se start kar sakte ho, depending on your target city and service.

Haan. Hum aapko basic guide aur support dete hain — kaise enquiry handle karein, customer se baat kaise karein, aur ad ke performance ko kaise samjhein.

Empires Boost ka target hota hai ki har client ko result mile. Agar enquiry nahi aayi, toh hum ad campaign ko optimize karte hain. Lekin results ad budget aur location par depend karte hain.

We work with all types of local service providers including House Cleaning, Sofa Cleaning, Pest Control, AC Service, Electricians, Plumbers, Carpenters, Deep Cleaning, and Kitchen Cleaning.

Plan lene ke turant baad, Empires Boost ki team aapko 1 working hour ke andar contact karegi (9 AM – 7 PM ke beech).

 

Nahi. Aapko ads banana nahi aata toh koi problem nahi.
Hamari team aapke liye creative, text, targeting aur setup sab kuch karti hai. Aap sirf leads handle karo.

Beautiful Numbers

Service Professional Joined
10 +
Cities Have Presence
10 +
Combined Leads We get
10 +

Registered Under

People Who Have Taken the E-Setup​

Our Happy Clients

Rated 5 out of 5
— Manish P., Jaipur

"Justdial par listing thi par genuine enquiry nahi milti thi. Empires Boost ke saath setup kiya, ads bhi chalaye. Ab WhatsApp pe direct customers call karte hain."

Rated 5 out of 5
— Ajay M., Mumbai

"Har kaam pe 30% commission kat jaata tha. Socha apna kaam shuru karu. Empires Boost ne website banayi, ads chalaya, aur customer ki calls aani start ho gayi."

Rated 5 out of 5
— Dinesh V., Noida

"Har baar kisi aur platform pe depend rehna padta tha. Apna kaam chalu karna tha. Empires Boost ne full support diya – website, ads, sab kuch manage kiya. Kaam ab apna hai."

Rated 5 out of 5
— Sandeep M., Indore

"Main bilkul naya tha service business mein. Na ID thi, na kaam ka idea. Platforms help nahi karte, sirf documents mangte the. Empires Boost se sirf ₹1999 mein setup karwaya – website aur ads dono. Ek hafte mein 3 calls aaye. Ab main confidently kaam kar raha hoon."

Rated 5 out of 5
— Dinesh V., Noida

"Har baar kisi aur platform pe depend rehna padta tha. Apna kaam chalu karna tha. Empires Boost ne full support diya – website, ads, sab kuch manage kiya. Kaam ab apna hai."

Rated 5 out of 5
— Harish V., Surat

"Main ek service platform pe kaam karta tha, lekin roz ke jhagdon aur commission se thak gaya tha. Resign kiya, aur socha apna kaam karu. Empires Boost se ₹1999 mein setup hua, aur 48 hours mein lead bhi. Ab sapna sach lagta hai."

Rated 5 out of 5
— Deepak R., Faridabad

"Mujhe ads ka bilkul bhi knowledge nahi tha. Sirf itna pata tha ki kaam chahiye. Empires Boost ne sab kuch setup kiya – website, ads, creatives. Pehla ad chalaya aur doosre din enquiry aayi. First time pe hi result milna bada motivating tha."

Rated 5 out of 5
— Sanjay P., Pune

"Main sochta tha ads chalana sirf bade logon ka kaam hai. Empires Boost ne bataya ki kam budget mein bhi strong result mil sakta hai. ₹1999 mein sab kuch setup ho gaya. Ab roj enquiry aa rahi hai aur kaam badh raha hai."

Rated 5 out of 5
— Arjun M., Kolkata

"Platform kaam de ya na de, har waqt unke upar depend rehna padta tha. Ab Empires Boost ke through apna website, ads aur identity hai. Call mujhe direct aate hain. Khud ka boss feel hota hai."